Na Umeedi ……
By Mian Usman • Aug 15th, 2010 • Category: FeaturesBayrukhi haakim kee, zulm aur jabar
buri aafaat ka chaaya hua hae abar
jinko maal bananay se ho gharz sirf
kya aho baka ka hoga unpar asar
dil kay saath ghar bhee doob chuka
jeenay kee umeed naheen ati nazar
sailab rukay ga magar ansoo naheen
mit chuka sab kya aega ab unko sabar
Ab haakim ko bhee utaro pani mayn
shaed ho jae [...]

